Talk:The Angrez

Page contents not supported in other languages.
From Wikipedia, the free encyclopedia


removed from article[edit]

Some of the hot favorite dialogues:

"Tum logaan serious kaiku lete yaro.Ismail bhai ke patthe hai.Pacchis saal se chaanminar pe baithawan hun, meri kuchh izzat hai yaron. Tum logaan kya to bhi samjhe re mereku?"

Phukat ke chaya,Phukat ke cigretta,Phukat ke buttey khaake,mere ku bambu ghusadre tum logaan."

tum logaan Chindhi chor kamaa karke baigan me mila diye re meri izzat ku"

"Ab Rukhsaana ko bhi malum ho gaya???"

"Dekha re hamara network, logan thank you bolke kaama karte" "Khorre jaldi ([khol re]/open), khol miyaaa" [Door] "Aisa nai hota Ismail bhai poori pilaning karke jana padta" "Jaata??? khata???" "Tum logan meri izzat ko baigan mein mila diye re, maaki kirkiri" "Mallika, kaun?....Arre madarrr [murder] yaaro"

"Sara Hyderabad mein jaanta..tum logaa paikhane saaf karate re mere se. aau beta Hotel ku"

Laxmi " Tum log double meaning dialog bolke mereku sata rehai. Mereko sab maloom hai"

Neighbour : "I am Rana Pratap" Your neighbour.

Famous Dialogues from the movie:

Start scene
Jahangir: Kya re, tum logo ko kaam dhandha nai hai, subha se shaam tak kirkit (cricket) kheltey rehtey? Tumharey baap ka naukar dikhraun? Jaake kuch kaam Dhandha deekhona re. ...

Tu karra na woich bohot hai re


Chindi choro ka adda ho gaya galli hai ... pindey ki meri ...

Salim Entry [Tum toh thehrey pardesi playing in the back ground]

Salim: Hello. Arey, Tu michanic (mechanic) hai payejama hai re? laal wali Marsidis [mercedes] benz nako re bawa.. pehle safeed wali bhej de. Kaama hai, bhot kaama hai re mereko bhai,ek toh bi gadi bhija de.

Ismail Bhai: Arey tum loga serious kaye ko lete yaaron. Ismail bhai ke pattey hai, Pacchees saal se Chaanminar pe baitha hun, meri kuch izzat hai yaaron,tum log kya toh bhi samjhey re mereko.

Salim Re-entry

Ismail Bhai: Kya re Salim, kya khushboo aa ri rey?
Salim: Paizan [Poison] daal liya
Jahangir: Kya re paizan daal liya?
Kiraath: Kya re, kya phek ra?
Salim: Arey tum log cheap category ke local basti ke C-grade loga hai. Poison boley toh Sent [scent] ko boltey. Bahar milta.
Jahangir: Abids ke footpath pe milta.
Salim: 'Vo duplicate tumary bawa lagatey'.
Jahangir: Aee ... bawa pe nakko jao.
Ismail Bhai: Arey tum log ladlo nakko yaaro
Salim: Arey mein kya bol raha bhai ...Poison boley toh scent ko boltey. Merey bedroom mein saath sau khisam ki sheshiyaan hai. Mein jab bhi daavat mein jata hun na ek poori scent ki sheeshi daal leke jataun. Kapdon mein, idar udar, chaddi mein jooton mein sab jagah daal leke jata hun.
Kal raat ko kya hua malum, Krishna Oberoi mein daavat thi. Davat mein jatey ich poorey manegaraan vanegaraan hello hi..!! boley. mein bola Party kahan chal ri boley toh Bilankit haal main chal ri ... Girak: kon se haal me??...!! Salim: blanket haal yaaro. Blanket haal mein ghustey ich poorey looga naachre. Mein bola ab mein naachney ko gaya toh poorey pottiyan mereko lapat jaate. Toh mein aisa baazoo se nikalrau toh do logaa thehrewe they kya boley malum .. Arey inhe English filmo ka hero deekh nai?
Ismail bhai: Abbaaa..!! Ab mein hallu jakey table pe baith gaya. Baiththey hi waiter aya. Bola .. sir, anything thanda garam. Ab sharab toh mein peeta nahi.Mein bola ek all mix fruit juice la bola.
Aisa baithey se hi samney se Mallika deekh li
Ismail bhai: Mallika ?? kaun..??
Salim: Arey Murder Yaaron! Bhaaglete aakey boli ... hi Salim, where are u, how do you do, now u do bolkey pakadli. Malika, poorey logan deekh re, ye kya kar ri tum. Boley toh unhey kya boli malum? Arey .. aiseich kaama karey toh apun papoolur hotey! Fir mere ko lapatney aati toh bola deekho control mein raho. Mereko fir lapti Ustaad. Lapatkey idhar pappi, udhar pappi .. meri toh foolna shuru ho gayi.
Jahangir: Kya foolna shuru ho gayi baap Salim?
Salim:Arey saans foolna shuru ho gayi.

...

Salim: Berhaal Baith gaye. Thoda ekdo glass beer veer kya ki pee li unhey. Fir boli, Salim mereko bore mar ra party mein, long drive pe jana. Ab Hyderabaad mein long drive pe kahan le jaun usko. Kya kara malum? Gaadi mein aisa bithakey Begumpet se Panjagutta, Panjagutta se Necklace Road mara, fir aisa Diamond pe lete hi kya boli malum .. Salim, mereko Ice cream hona.Boltey hi aisa Moazzam Jahi market pe lakey roka.... Ismail Bhai:Wahan kaha hai..??? Salim: Arey Mashhoor ice cream nahi hai yaaron ? Vahan paanch paanch cup ice cream khaye
Ismail bhai: panch paanch cupa??
Salim: Itey itey toh cuppan they yaaron

Salim: Ismail bhai ... angrezon ke office ka pata la liyaoon

Vo motey motey galiyan, vo baareek baareek galiyan, vo badey badey galiyan ...

Ismail bhai: Tum loga chindi chor kaama karkey meri izzat baigan mein mila diyey Kiraat: Bhai, Inhey bahut bada maskara hia. Aadhi chai ke liye kuch bhi kar sakta. Us din apartment mein le jakey fakiran banahya. A aafes ko lejkey kya karta ki!

Ismail bhai, bahut fir ke aya, book lagi.

Salim: Arey kya sada bhook lagi bhook lagi. Rastey mein bhi bol ra bhook lagi. Arey ek gilas doodh do isko. Bandi pe jo bhi hai sab de do re isko. Ismail Bhai: Tum log fukat ke chaiya, fukat ke biskitaan, fukat ke buttey khakey mereko bamboo gusedrey. Maaki kirkiri.


A couple of quotations would be OK, but not this lot.

Language[edit]

"The Angrez" is the first movie in Hyderabadi dialect[citation needed].

I thought Hyderabad Blues featured a lot of this dialect - perhaps someone who knows the language better than I can confirm? pablohablo. 23:23, 26 February 2009 (UTC)[reply]

Popular dialogues[edit]

"Tum logaan serious kaiku lete yaro.Ismail bhai ke patthe hai.Pacchis saal se charminar pe baithewan hun,meri kuchh izzat hai yaron.Tum logaan kya to bhi samjhe re mereku?"

Phukat ke chaya,Phukat ke biskita,Phukat ke samose khake,tum logaan bambu ghusedrahe mere ku."

Chindhi chor kamaa karke tum logaan baingan me mila diye re meri izzat ku"

"Ab Ruksaana ko bhi malum ho gaya???"

"Dekha re hamare network, logan thank you bolke kaama karte" "Khol (Khol/Open) re jaldi, khol miyaaa" [Door] "Aisa nai hota Ismail bhai poori pilaning karke jana padta" "Jaata??? Khaata???" "Tum logan meri izzat ko baingan mein mila diye re, maaki kirkiri" "Mallika, kaun?....Arre murder yaaron"

"Sara Hyderabad paichanta mereku..tum logaa paikhane saaf karwate re mere se.aau beta Hotel ku"

Laxmi " Tum log double meaning dialog bolke mereku sata rehai. Mereko sab maloom hai"

Neighbour : "I am Rana Pratap" Your neighbour.


Famous Dialogues from the movie:

Start scene Background voice(female): Kahan ja ra re iflaaz.

Jahangir : Jaate waqat kitti baar bola nai tokna.

Background voice(female): Ab tu kaam bhi kare jaisa hai, ye le thaili aadha kilo gosh leke aa, aur hara masala nakko bhool, usme pachaas ki note hai poora hisaab dena.

Kid : Ball phek re Jahangir...!!

Jahangir: Kya re, tum logo ko kaam dhandha nahi hai, subha se shaam tak cricket kheltey rehtey? Tumharey baap ka naukar deekh ra hun? Jaake kuch kaam Dhandha dekhona re. ...

Kid: Tu kar ra na waich bhot hai re laa....

Jahangir: Batata hu re Batata hu, Chindi choro ka adda ho gaya galli ye ... pindey ki meri ...

Salim Entry [Tum toh thehrey pardesi playing in the back ground]

Salim: Hello. Arey, Tu mechanic hai ki payejama hai? laal wali mercedes benz nako re pehele safeed wali bhija de. Kaama hai, bahut kaama hai re mereko bhai,ek toh bhi bhija de.

Ismail Bhai: Arey tum loga serious kaye ko lete yaaron. Ismail bhai ke pattey hai, Pacchees saal se Charminar pe baitha hun, meri kuchizzat hai yaaron,tum log kya toh bhi samjhey re mereko.

Salim Re-entry

Ismail Bhai: Kya re Salim, kya khushboo aa ri rey? Salim: Poison daal liya Jahangir: Kya re poison daal liya? Kiraath: Kya re, kya fek ra? Salim: Arey tum log cheap category ke local basti ke C-grade loga hai. Poison boley toh scent ko boltey. Bahar milta. Jahangir: Abids ke footpath pe milta hoga. Salim: 'Vo duplicate tumary bava lagatey'. Jahangir: Aee ... bava pe nakko jao. Ismail Bhai: Arey tum log ladlo nakko yaaro Salim: Arey mein kya bol raha bhai ...Poison boley toh scent ko boltey. Merey bedroom mein saath sau kisam ki sheshiyaan hai. Mein jub bhi davat mein jata hun na ek poori scent ki sheshe daal leke jata hun. Kapdon mein, idhar udhar, chaddi mein jooon mein sab jagah daal leke jata hun. Kal raat ko kya hua malum, Krishna Oberoi mein daavat thi. Davat mein jatey hi poorey manegaraan vanegaraan hello hai boley. mein bola Party kahan chal ri boley toh Blanket hall min chal ri ... blanket hall yaaron. Blanket hall mein ghustey hi poorey looga naachre. Mein bola ab mein naachney ko gaya toh poorey pottiyan mereko lapat jati. Toh mein aisa baazoo se nikalroo toh do logaa thehrey huey tehy kya boley malum .. Arey inhey English filmo ka hero deekh ra ne? Ab mein hallu jakey table pe baith gaya. Baiththey hi waiter aya. Bola .. sir, anythign thanda garam. Ab sharab toh mein peeta nahi.Mein bola ek all mix fruit juice la bola. Aisa baithey se hi samney se Mallika deekh li Ismail bhai: Mallika ?? Salim: Arey Murder Yaaron! Bhaaglke aakey boli ... hi Salim, where are u, how do you do, now u do bolkey pakadli. Malika, poorey logan deekh re, yh kya kar ri tum. Boley toh unhey kya boli malum? Arey .. aisey hi kaama karey toh apun papoolur hotey! Fir lapatney aati toh bola deekho control mein raho. Mereko fir lapti Ustaad. Lapatkey idhar pappi, udhar pappi .. meri toh foolna shuru ho gayi. Jahangir: Kya foolna shuru ho gayi baap Salim? Salim:Arey saans foolna shuru ho gayi.

...

Salim: Berhaal Baith gaye. Thoda ekdo glass beer veer kya ki pee li unhey. Fir boli, Salim mereko bore mar ra party mein, long drive pe jana. Ab Hyderabaad mein long drive pe kahan le jaun usko. Kya kara malum? Gaad mein aisa bithakey Begumpet se Panjagutta, Panjagutta se Necklace Road mara, fir aisa Diamond pe lete hi kya boli malum .. Salim, mereko Ice cream hona.Boltey hi aisa Moazzam Jahi market pe lakey roka.... Arey Mashhoor ice cream nahi hai yaaron ? Vahan paanch paanch cup ice cream khaye Ismail bhai: panch paanch cupa?? Salim: Itey itey toh cuppan they yaaron

Salim: Ismail bhai ... angrezon ke office ka pata la liya

   Vo motey motey galiyan, vo baareek baareek galiyan, vo badey badey galiyan ...

Ismail bhai: Tum loga chindi chor kaama karkey meri izzat baigan mein mila diyey Kiraat: Bhai, Inhey bahut bada maskara hia. Aadhi chai ke liye kuch bhi kar sakta. Us din apartment mein le jakey fakiran banahya. A aafes ko lejkey kya karta ki!

   Jaush says: poora fir fir ke aya ustaad, bhook lagi ustaad.

Salim: Arey kya sada bhook lagi bhook lagi. Rastey se bol ra bhook lagi. Arey ek gilas doodh do isko. Bandi pe jo bhi hai sab do isko. ismail bhai kabhi humare ko mana kare, kharcha karne se peeche hatte, kuch bole.

Ismail Bhai: Tum log fukat ke chaiya, fukat ke biskitaan, fukat ke buttey...khakey mere bamboo gusedrey. Maaki kirkiri. —Preceding unsigned comment added by Sethuraj s (talkcontribs) 06:46, 12 December 2009 (UTC)[reply]